loader
blog_img
  • March, 11, 2025
  • by Admin

Shivratri Ki Mahima Apaar

Shivratri Ki Mahima Apara,
Pooja Shiv Ki Karo,
Teeno Lok Hi Jisko Pooje,
Sacche Man Se Milke Saare,
Shiv Ka Jap Karo,
Shiv Ka Jap Karo,
Shivratri Ki Mahima Apara
Pooja Shiv Ki Karo.

Shiv Bhakti Se Bhagy Ka Dwara,
Pal Mein Hai Khul Jaata,
Janm Janm Ke Paap Hai Dulte,
Jo Maango Mil Jaata,
Ghat Ghat Ki Shiv Jaane Re,
Mukh Se Kaho Na Kaho,
Teeno Lok Hi Jisko Pooje,
Sacche Man Se Milke Saare,
Shiv Ka Jap Karo,
Shiv Ka Jap Karo,
Shivratri Ki Mahima Apara
Pooja Shiv Ki Karo.

Sukhdata Shiv Sankat Harta,
Shiv Bhole Bhandari,
Deendayal Wo Karuna Sagar,
Sunte Sada Hamari,
Shiv Ko Bas Wo Hi Paayenge,
Shiv Ko Dhyaayenge Jo,
Teeno Lok Hi Jisko Pooje,
Sacche Man Se Milke Saare,
Shiv Ka Jap Karo,
Shiv Ka Jap Karo,
Shivratri Ki Mahima Apara
Pooja Shiv Ki Karo.

Shivratri Ki Mahima Apara,
Pooja Shiv Ki Karo,
Teeno Lok Hi Jisko Pooje,
Sacche Man Se Milke Saare,
Shiv Ka Jap Karo,
Shiv Ka Jap Karo,
Shivratri Ki Mahima Apara
Pooja Shiv Ki Karo...

side_img

दासी हु तेरी श्यामा

कृष्णा हिंदू धर्म में एक प्रमुख देवता है। उन्हें विष्णु के आठवें अवतार के रूप में और अपने आप में सर्वोच्च भगवान के रूप में भी पूजा जाता है।

Read More

Get update sign up now !