loader
blog_img
  • February, 25, 2025
  • by Admin

Bhole Chala Nahi Jata Sawan Ka Mela Aa Gya

Bhole Chala Nahi Jata Sawan Ka Mela Aa Gaya,
Sawan Ka Mela Aa Gaya Sawan Ka Mela Aa Gaya....

Tere Raste Mein Ghor Andher Kaise Par Main Aaoon,
Main Jyot Jaga Doonga To Kyu Re Bhakt Ghabra Gaya,
Bhole Chala Nahi Jata Sawan Ka Mela Aa Gaya....

Mere Paas Na Paisa Dhela Kaise Dar Par Main Aaoon,
Main Jholiyan Bhar Doonga Tu Kyu Re Bhakt Ghabra Gaya,
Bhole Chala Nahi Jata Sawan Ka Mela Aa Gaya....

Tere Mandir Unchi Chadhai Kaise Par Main Aaoon,
Main Baah Pakad Loonga Tu Kyu Re Bhakt Ghabra Gaya,
Bhole Chala Nahi Jata Sawan Ka Mela Aa Gaya....

Dole Beech Bhavar Meri Naiya Bhole Main Ghabraaoo,
Main Paar Laga Doonga Tu Kyu Re Bhakt Ghabra Gaya,
Bhole Chala Nahi Jata Sawan Ka Mela Aa Gaya....

Laga Man Mandir Mein Samadhi De Khol Tu Man Ke Dwaar,
Main Darsh Dikha Doonga Tu Takyu Re Bhakt Ghabra Gaya,
Bhole Chala Nahi Jata Sawan Ka Mela Aa Gaya....

side_img

दासी हु तेरी श्यामा

कृष्णा हिंदू धर्म में एक प्रमुख देवता है। उन्हें विष्णु के आठवें अवतार के रूप में और अपने आप में सर्वोच्च भगवान के रूप में भी पूजा जाता है।

Read More

Get update sign up now !