Bin Maange Sab Diya Hai Mere Bhole Nath Ne,
Bin Maange Sab Diya Hai Mere Bhole Nath Ne,
Mere Bhole Nath Ne Mere Shambhu Nath Ne,
Mere Bhole Nath Ne Mere Deenanath Ne,
Bin Maange Sab Diya Hai Mere Bhole Nath Ne,
Bin Maange Sab Diya Hai Mere Bhole Nath Ne...
Naam Main Kaise Bana,
Mujhe Na Samjhauta Kaam Ka,
Naam Main Kaise Bana,
Mujhe Na Samjhauta Kaam Ka,
Daar Badar Hi Main Phirta Raha,
Na Mera Koi Dam Tha,
Kya Rang Badalti Duniya Mein,
Mera Rang Hi Na Tha,
Lafzo Main Liye Bas Jhoothi Hasi,
Roz Rona Shaam Ka,
Rona Shaam Ka,
Rote Ko Phir Hasaya,
Mere Bhole Nath Ne,
Bin Maange Sab Diya Hai Mere Bhole Nath Ne,
Bin Maange Sab Diya Hai Mere Bhole Nath Ne...
Mera Bhola Jabse Mera Yaar Hua,
Mujhe Usse Beintha Pyaar Hua,
Mujhe Usse Beinteha Pyaar Hua,
Mera Bhola Jabse Mera Yaar Hua,
Mera Bhola Jabse Mera Yaar Hua,
Mujhe Usse Beinteha Pyaar Hua,
Tere Naam Sahara Chalta Raha,
Tu To Sab Hai Jaanta,
Tere Naam Sahara Chalta Raha,
Tu To Sab Hai Jaanta,
Laya Jisse Is Duniya Mein,
Tu Hi Palta Ka Prayog Karein,
Main To Chhod Fikar,
Chala Teri Daagari,
Mera Tujhse Vasta,
Jab Koi Nahi Tha Sang Mere,
Mera Bhola Saath Tha,
Bhola Saath Tha,
Girte Ko Phir Sambhala,
Mere Bhole Nath Ne,
Bin Maange Sab Diya Hai Mere Bhole Nath Ne,
Mere Bhole Nath Ne Mere Shambhu Nath Ne,
Mere Bhole Nath Ne Mere Deenanath Ne,
Bin Maange Sab Diya Hai Mere Bhole Nath Ne,
Bin Maange Sab Diya Hai Mere Bhole Nath Ne…
कृष्णा हिंदू धर्म में एक प्रमुख देवता है। उन्हें विष्णु के आठवें अवतार के रूप में और अपने आप में सर्वोच्च भगवान के रूप में भी पूजा जाता है।
Copyright 2024-25 Bhakti Darshan . All rights reserved - Design & Developed by BD