Main Tere Dwar Bhole Nath Phir Se Aai Hun,
Tere Darbar Se Hi Sab Kuch Main To Pai Hun,
Main Tere Dwar Bhole Nath Phir Se Aai Hun ॥
Tera Gun Gaan Pahali Bar Jab Mein Gai Thi,
Dil Mein Arman Leke Dham Tere Aai Thi,
Teri Kirpa Se Hi Bhole Le Naam Kamai Hu,
Main Tere Dwar Bhole Nath Phir Se Aai Hun ॥
Jab Talak Jaan Hai Ehsan Na Bhulu Gi,
Tere Bulave Pe Dohdi Chali Aaungi,
Teri Chokhat Pe Hi Mein Sare Gam Bhulai Hun,
Main Tere Dwar Bhole Nath Phir Se Aai Hun ॥
कृष्णा हिंदू धर्म में एक प्रमुख देवता है। उन्हें विष्णु के आठवें अवतार के रूप में और अपने आप में सर्वोच्च भगवान के रूप में भी पूजा जाता है।
Copyright 2024-25 Bhakti Darshan . All rights reserved - Design & Developed by BD