loader
blog_img
  • October, 08, 2024
  • by Admin

Bhar Do Jholi Meri Sherawali

Bhar Do Jholi Meri Sherawali  
Laut Kar Main Na Jaungi Khali  

Tumhari Bhakti Se Jamana Kya Nahi Paata  
Koi Bhi Dar Se Khali Mangne Wala Nahi Jata  
Bhar Do Jholi Meri Sherawali  
Laut Kar Main Na Jaungi Khali  

Tum Zamane Ke Mukhtaar Ho Maiya Ji  
Bekason Ki Madadgaar Ho Maiya Ji  
Sabki Sunti Ho Apne Ho Ya Gair Ho  
Tum Garibon Ki Daat Ho Maiya Ji  

Laut Kar Main Na Jaungi Khali  
Laut Kar Main Na Jaungi Khali  

Hum Hai Ranjho Musibat Ke Maare Hue  
Sabse Mushkil Mein Hai Haare Hue  
Sherawali Zara Humko Bhi Bhik Do  
Dar Pe Aaye Hai Jholi Pasare Hue  

Bhar Do Jholi Meri Sherawali  
Laut Kar Main Na Jaungi Khali  

side_img

दासी हु तेरी श्यामा

कृष्णा हिंदू धर्म में एक प्रमुख देवता है। उन्हें विष्णु के आठवें अवतार के रूप में और अपने आप में सर्वोच्च भगवान के रूप में भी पूजा जाता है।

Read More

Get update sign up now !