एकदंताय विद्महे | वक्रतुण्डाय धीमहि | तन्नो दंती प्रचोदयात | |
जय गणेश देवा हंसराज रघुवंशी लिरिक्स अंग्रेजी में (Jay Ganesh Jay Mere Deva Lyrics English)
Shloka:
Vakratunda Mahakaya Suryakoti Samaprabha |
Nirvighnam Kuru Me Deva Sarvakaryeshu Sarvada ||
Jai Ganesha, Jai Mere Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva ||
Mata Jaaki Parvati Hai,
Mata Jaaki Parvati Hai,
Pita Mahadeva Re Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva |
Mata Jaanki Parvati Hai,
Mata Jaaki Parvati Hai,
Pita Mahadeva Re Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva |
Jai Ganesha, Jai Mere Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva ||
Ekadant Dayavant,
Charbhujadhari Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva ||
Shubh Kaaraj Mein,
Pehle Karun Main Pooja Teri,
Maathe Par Tilak Sohe,
Moosh Ki Savaari, Re Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva ||
Paan Chadhe Phool Chadhe,
Paan Chadhe Phool Chadhe,
Aur Chadhe Mewa, Re Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva ||
Ladduan Ka Bhog Lage,
Ladduan Ka Bhog Lage,
Sant Karen Seva, Re Deva |
Jai Ganesha, Jai Mere Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva ||
Andhan Ko Aankh Det Tu,
Andhan Ko Aankhein Det,
Kodhin Ko Kaaya, Re Deva |
Baanjhan Ko Putra Deve,
Nirdhan Ko Maya, Re Deva ||
Jai Ganesha, Jai Mere Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva ||
Mata Jaaki Parvati Hai,
Mata Jaaki Parvati Hai,
Pita Mahadeva Re Deva |
Jai Ganesha, Jai Mere Deva,
Jai Ganesha, Jai Mere Deva |
Sri Ganesha Mantra:
Vigneshwaraya Varadaya Surapriyaya Lambodaraya Sakalaya Jagadhithaya |
Nagananath Sruthiyagnavibhooshithaya Gaurisuthaya Gananaatha Namo Namaste ||
Ameyaya Cha Heramba Parashudharakaaya Te |
Mooshak Vaahanayaiva Vishweshaya Namo Namah ||
Ekadantaya Shuddhaya Sumukhaya Namo Namah |
Prapanna Janapalaaya Pranataarti Vinaashine ||
Ekadantaya Vidmahe | Vakratundaya Dhimahi | Tanno Danti Prachodayaat ||