Sapne Mein Aaye Mere Daata Hanuman,
Roke Na Rukunga Main Jaoon Uske Dham,
Chhod Diya Maine Ye Ghar Ka Saara Kaam,
Darshan Mujhko De Gayo Haay Mere Ram,
Sapne Mein Aaye Mere Daata Hanuman,
Sapne Mein Aaye Mere Daata Hanuman ||
Roke Na Rukunga Main Jaoon Uske Dham,
Chhod Diya Maine Ye Ghar Ka Saara Kaam,
Darshan Mujhko De Gayo Haay Mere Ram,
Sapne Mein Aaye Mere Daata Hanuman ||
Jab Jab Bhi Maine Inko Pukaara,
Haazir Hua Hai Dene Sahara,
Toote Hue Dil Mein Aa Gayi Hai Jaan,
Roke Na Rukunga Main Jaoon Uske Dham,
Sapne Mein Aaye Mere Daata Hanuman ||
Bajrangbali Ka Tha Mujhse Ye Kehna,
Bhool Mat Jaana Bete Dar Pe Tu Aana,
Maat-Pita Ko Kar Jaoon Pranam,
Roke Na Rukunga Main Jaoon Uske Dham,
Sapne Mein Aaye Mere Daata Hanuman ||
Paidal Main Jaoon Dhwaja Haath Mein Le Jaoon,
Laal Sindoor Ka Lep Chadhau,
Mattha Mein Tikau Khush Honge Hanuman,
Roke Na Rukunga Main Jaoon Uske Dham,
Sapne Mein Aaye Mere Daata Hanuman ||
Vijay Rajput Ko Bhi Paar Lagaya,
Sankat Mein Baba Tune Bachaya,
Sunil Sharma Ka Bhi Baba Kar Diya Naam,
Roke Na Rukunga Main Jaoon Uske Dham,
Sapne Mein Aaye Mere Daata Hanuman ||
Read the full lyrics of O Mohan Aavo To Sahi – a soulful Meera Bai bhajan sung by Pooja Sakhi with music by Bijender Chauhan. Devotional, traditional, and touching.
Copyright 2024-25 Bhakti Darshan . All rights reserved - Design & Developed by BD